FARMER- GULZAAR CHHANIWALA
Speed Records Haryanvi presenting "FARMER" song which is sung by Gulzaar Chhaniwala and music is also given by Gulzaar Chhaniwala. This song tell us how much pain hidden behind every farmers, Why would they end their lives.
FARMER SONG LYRICS CREDITS:
Singer - Gulzaar Chhaniwala
Lyrics - Gulzaar Chhaniwala
Music - Gulzaar Chhaniwala
Dop/Edit/DI - Amit Bishnoi
Assistant Cinematographer - Vishal godara
Edit and Grade - Parveen Sword
Sttaring: Saroj Jangra & Pragati
Director/Screenplay/Concept - Gulzaar Chhaniwala
FARMER LYRICS
Bharat maa ke 2 bete
Ek border pe ek khetan mein
Bharat maa ke 2 bete
Ek border pe ek khetan mein
Ek ke modde 47 sai
Dooja hal jote sai retan mein
Re tanne Ram ameera aale
Bangle dikhe na
Mera maati mein bhi upjya dhan
Tanne choos liya
Ho jaa re doob ke mar
Sarkaar chalawan aale re
Ek phuta dhoond parivar
Te maanas khons liya
Ho jaa re doob ke mar
Sarkaar chalawan aale re
Ek phuta dhoond parivar
Te maanas khons liya
Khan ne re dana chahiye
Pehran ne baana chahiye
Koyi koneya soche
Zamidaar ke bhi aana chahiye
Khan ne re dana chahiye
Pehran ne baana chahiye
Koyi koneya soche
Zamidaar ke bhi aana chahiye
Re gharan beti rove
Bhej de collage babu manne
Tere kehn te sai manne 12’vi mein
Kar top liya haaye
Ho jaa re doob ke mar
Sarkaar chalawan aale re
Ek phuta dhoond parivar
Te maanas khons liya
Sab vote maang ke chale gaye
Mera karza maaf kareya kise nahi
Anndev ke leede paate re
Kyun baaki devta ise nahi
Anndev ke leede paate re
Kyun baaki devta ise nahi
Re meri 10 aali sabzi bhi mehangi laagdi
Aur tu mall’an mein khilauna ke hazar de jaga
Re manne saari saal modda todya 10 mile na
Re kuchh gaa ke geet lakhon Gulzaar le jayega
Re manne saari saal modda todya 10 mile na
Re kuchh gaa ke geet lakhon Gulzaar le jayega
Re sahukaar sai kade gaal majboori samjhe na
Re manne tardi izzat dekh ghetua mos liya
Re besak jai jawan jai kissan
Sath mein kehve sai duniya
Par fauji bhai mere halaat tere jise koneya
Teri to saheedi pe medal ton aa ja sai
Re mere kafan ke bhi paise koneya
Mere kafan ke bhi paise koneya
THANK YOU
No comments:
Post a Comment
Ask me anything