Naam Song Lyrics - Tulsi Kumar Feat. Milind Gaba | Jaani | Nirmaan, Arvindr Khaira| Bhushan Kumar - Lyrics aada - All Latest song lyrics

Lyrics Aada is sharing all the latest songs lyrics in Hindi , English, Punjabi, Bengali, Marathi, and Tamil languages, etc. Lyrics Aada is also given information about song details.

Monday, 27 July 2020

Naam Song Lyrics - Tulsi Kumar Feat. Milind Gaba | Jaani | Nirmaan, Arvindr Khaira| Bhushan Kumar

 Naam  - Tulsi Kumar and Milind Gaba

Gulshan Kumar and T-Series presenting Bhushan Kumar's "NAAM". It is a beautiful romantic song sung by Tulsi Kumar & Millind Gaba, penned by Jaani while composed by Nirmaan. This musically rich track is produced by Music MG & video of this unconditional love song is directed by Arvindr Khaira. This song is about love story where the girl thinks her boyfriend has forgotten her name, but her boyfriend becomes blind after an accident, Due to this he goes from the life of his girlfriend. 

Naam Song Lyrics - Tulsi Kumar Feat. Milind Gaba | Jaani | Nirmaan, Arvindr Khaira| Bhushan Kumar


Naam Song Lyrics Credits : 

Singer : Tulsi Kumar, Millind Gaba
Music: Music MG
Composer: Nirmaan
Lyrics: Jaani
Mixed and Mastered by Eric Pillai at Future Sound of Bombay
Label : T- Series

Naam Lyrics



Bhool gaye woh din kyun re Jaani
Kyun woh shaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye

Je kujh vi nai yaad tainu
Aaja ve maar de mainu
Mera ki dass de kasoor
Kyon hoya mere kolon door

Pehli baari humne diya tha
Jo laake woh jaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye

Haal humara tere bin oh yaara
Haal hai apna aise
Nikal kar paani se machhli koyi re
Tadapti hoti hai jaise

Ve raaton raat zindagi ch kad’de
Haaye rab kare tainu vi koyi chhad de
Mera ki dass de kasoor
Kyon hoya mere kolon door

Hain tere hi karke duniya main saari
Hum badnaam bhi bhool gaye
Bhool gaye woh din kyun re Jaani
Kyun woh shaam bhi bhool gaye

Bin tere ro ro ke kaate ni hain re
Humne to apni zindagi saari
Bas ek hum hi bhoole nahi hain
Aayi tumhein bhi na yaad humari
Tere bina hum kaise hain kya batayein

Haan humne jo bhoola kabhi
Tumhein hum mar jaayein
Haye gall kardi hai tu dass kehdi
Main taan kushbu vi bhulleya ni teri
Aaja appan miliye dobara
Khwahish ae hai aakhri meri

Rehna humein yaad karte kaha tha
Ik chhota sa kaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye



THANK YOU

No comments:

Post a Comment

Ask me anything